[RIGHT]hai aur kya jisay dekhien teray jamaal key baad
<O:ptamam umr katti intezar mein apnii
koii bhi dukh na milla phir teray malal key baad
<O:pjawaab mil gya mujhey teri khamoshi sey
tumharey lafz kyoun khoye meray sawaal key baad
<O:ptumharey meray ta’aluq pey youn khizaa’n chaii
kbhii urooj nahii hai jisay zawaal key baad
<O:pmain teri yaad key chehray ko dhaanp doon lekin
bachay ga kya meri jhoulii mein is kamaal key baad
<O:pwo ab kii baar milla is qadar takaluf sey
k kuch bhii na pooch paya main us sey haal key baad[/RIGHT]
Re: bachay ga kya meri jhoulii mein
jawaab mil gya mujhey teri khamoshi sey
tumharey lafz kyoun khoye meray sawaal key baad :hinna:
Beautiful and simple ghazal