Bach na ata hoon main!

Bach na ata hoon main…

Na hoon main Toofan, Na Aag ka insaan!

Na hoon main bhoot, Na hoon shaytaan!

Meray haath par naheen hain kissee ka hoon!

Muje naheen hain kisee sharab ka janoon!

Haan main koy pagal naheen na awara!

Muje thumharay kartooton ka hain sab patha!

Ab kahan chalaygah tho bach key, Zulm or sitam ke bachay!

Bach na ata hoon main!

Na hoon Mainn Toofan, na aag ka insaan!

Na hoon bhoot, aur na shaytaan!

Lekin tum ko kown bachaai muje se meree jaan!

Atha hoon main!

:2guns:

Ata hoon main!

Atah hoon main!

Pagtheh ho thum kahan…

Main ahrah hoon wahan, kya sirf masoom par hain thumhara zor?

Dunya se kya leeya hain eh chor?

Ab karlay toba… warna anjam hoga bura!

karle toba warna chaleh ga sohdah!

Chaleh ga thumhara sub thandah…

Atah hoon main!!!

Re: Bach na ata hoon main!

acha pistol rakh ke aein :crying:

Re: Bach na ata hoon main!

aye haye ye mot ka manzar main se kya iqtebas ker dia :hinna:

Re: Bach na ata hoon main!

:hayaa:
Khuda na khawasta yah aap key Auto Biography hay kia :eek:

Bhabhi kah rahi hain bachoon kay pamper lay aain pahlay phir aatay jatay rahna :cobra: