baby names

asalamu alaikum alllll.

i need some amazing, new, islamic names of good meanings either for boys or girls.

plz help me out.

Re: baby names

Shakeela
Jameela
Mehmooda
Shabban

J/k:D

Re: baby names

Allah o akbar …itnay jadeed aur umdah naam wahwah kamal ker diya:smack:

Re: baby names

ab Aqal-less jo thehrii,
mazaaq na banaao dekho mere baatye naamo ka
kahe deti huun haan

Re: baby names

ok sorry. jab ap ky babies hon gay naa to yeh cute names un k rakhna.......ok bari siyani

Re: baby names

Shameela

Re: baby names

Aur bhi kuch naam hain mere zehan main:halo:

batauun kya:snooty:

Re: baby names


what does it mean?

Re: baby names

naa je naa itnay achay naam meri aqal se uper hein ap na he zehmat kerain to acha hey
:naraz:

Re: baby names

Naik parhaizgar

Re: baby names

amna
hameed
faizan
bilal
aisha

Re: baby names

Shameel

Re: baby names

Aisha,Farah,Hina,Phatimah,
anum, asma, asifa, hina farah ,Aliyah
ambreen, alishba, areeba, bisma,beri bee,
bushra, asma, fiza, rabab,faiza,
sara, hameeda, hira, humaira,
nida, sumrah, mariam, faryal,fatima
abida, sajda, anousha, iqra,
kanwal, shamim, shabana, saima,
batool, kaneez, farah, zahra,
fatima, urooj, zainab, saniya,
samiya, maya, ainy, sakina,
salma, maria, sidra, zara,
sarah, mehwish, safia, saleema,
wajeeha, abeer, najda, Isha, shabnam,
jamila,sheeza,ujala, qurat-ul-ain, aeliya, madiha,
hina, hira, heera, hoor,
shumaila, rizwana, LaLita, Papita,
sehrish, naureen, amna,
anum, laila, mamoona, masooda,
sami, mumtaz, maham rida

:k:

Re: baby names

my families personal names:blush: which i like most
Zafeerah…victorious
Nibtahil…dua kerne wali
Hamdia…hamd kerne wali
Alishbah…jannat ki chirya
zarwa…bulandi
aainaa…jannat ki hoor
muntahaa…akhri kinara as its sidra tulmuntaha
right now i remember these if i got more i’ll write them down

Re: baby names

nice names:)

what about
Hadiya
Mujtaba

Re: baby names

is main se aik naam mera bhi hai:)

Re: baby names

i like hadiya too :)

Re: baby names

Sakeena bibi??

Re: baby names

:naraz:

Re: baby names

^tum khud hi bata do:D