hum nazuk dil k log hain,ay dost hamara dil na dukhaya kar
na hi jhooty wa’ady kia kar,na hi jhooti qasmein khaya kar
tumhein kitni dafa kaha hai k mujhy baar baar na azmaya kar
teri yaad mein main marr jaon ga,mujhay itna yaad na aya kar
Restored attachments:
