Re: Baba Ji - Uncle Ji, Khala Ji - Aunty Ji
Haan ji
Hum ne Aapko bataya na Humre paas salam hai
Hum wohi istimaal karte
bajaye agle ko chacha mama banane k
andar ki baat bataon
Hum observe kiye rahe
suited booted nire jaahil hote aur kuch kaam k nahi hote
aam aadmi fir bhi kaam aa jaata
magar aaj kal to daur hi aisa k koi kise da v nahi
bole to ahsaas napaaid ho gaya hai