Baba Ji - Uncle Ji, Khala Ji - Aunty Ji

Re: Baba Ji - Uncle Ji, Khala Ji - Aunty Ji

acha ji :sannan:

waise agar aap ko sirf uncle ji / baba ji main select karna paRe, aur raaste main ek suited booted aged person aur ek ba-resh tasbeeh pakRe aadmi ja raha ho to, aap donon ko kaise pukaren ge?