:salam2:
Plz translate. ![]()
Restored attachments:
Re: Baba Bhullay Shah
bohat kamal ki batain hai ![]()
Re: Baba Bhullay Shah
.
bullhey shah ![]()
Re: Baba Bhullay Shah
Translate plz ![]()
Re: Baba Bhullay Shah
Ustaad ji
sar pe topi ho magar neeyat khoti(kharab)ho
kiya faaida,us topi ko sar pe rakhne ka
**
tasbeeh pheri**(parh k wapis pehle daane pe aana)** magar dil na phira**(tabdeel hona,yeni gunah chhorna)
kiya faaida,us tasbeeh ko haath mein pakarne ka
**
chile**(riaazat,duniya se be khabar ho k ibbadat karna)kiye par rab na mila
**kiya faaida,un chilon mein baithne ka **
bullhe shah jaag(some kind of khatta to make curd)** k bghair doodh nahi jamta**(dahi ban’na)
chahe ubaal ubaal k laal bhi ho jaaye(doodh ko ziyada ubaalein to laal rung ka ho jata hai)
.
Bullhe shah khatta na ho to dahi nahi banti
chahe jitna marzi doodh ubaal lo
Restored attachments:
Re: Baba Bhullay Shah
:lkk:
Re: Baba Bhullay Shah
koi lafz samjh na aa raha ho to
Buddhe ko phone lagane ka kiya:smokin2:
Re: Baba Bhullay Shah
Dhai or dhood wala part nahi samjh aya :sid: