mujh say baatain kero… mera dhayaan bataaoo… koi aisee bat bataao jo mujhay maaloom na ho ..lakin ho mere baaray main …
Re: baataiN
^ nahi mere avatar main light chalee gayee hai is ley andhera hay ..: )
Re: baataiN
PG, kuch hi dinnon main tum ko buhot bari khush khabri milnay wali hai........................:)
Re: baataiN
hein kia ![]()
Re: baataiN
aap achi ho:@:
Re: baataiN
light keu chali gae hy?
.
Re: baataiN
p g means problm girl…prblm matlab musibat,musibat matlab again prblm girl’![]()
Re: baataiN
![]()
![]()
![]()
Re: baataiN
really ? ajj kal mujhay isee cheez ki zaroorat hai …bad news sun sun ker mera damgh khaalee ho chuka hai
haq haaa … humaray achay honay ko kisi nay samjha he nahi ..kia faida aisay achay pan ka
pochoo k aate kub hai
hmm yane urdu main mera nick banay ga masi musebtay ?
Re: baataiN
its sso boring today...
Re: baataiN
yh:omg:
massiii museebatay:omg:
hudi chosse karlia
Re: baataiN
^ halaat insan ko haqeeqat pasand bana daytay hain na!
Re: baataiN
Haqeeqat insaan ko halaat pasand banaa deti hai
Re: baataiN
^^ agar muqaabil koi ga'ay/bakri hai to wo ghussa jo oos ke pasanday banaa day , halaal hai .. .werna ghusaa haraam hai
Re: baataiN
^ nahi pasanday bnaanay per koi pabandi nahi khaanay per hai
Re: baataiN
hahaha .. haan baaz loug iss qabil hain ke oon ke pasanday banaa diye jaa'ain ..
wasiay pasanday banaana har qasaa'i kaa kaam nahi ..bohut mahaarat chaa'eeye
Re: baataiN
^ mere sisi nay ik dafa pasanday banayee ..us kay bad mainy ajj tak na phir khayee
woh pasanday thay ya danday toot ker hee na deye ..ik teraf say maini khencha dosre teraf say sister nay lakin woh pasanday or hotay gaye lambay .. lakin phir bhi nahi tootay naraz