Tum ya kahtee hoo
Main tanhayee say koyoon darta hoon
Tu soonoo
Jaab tanha hoota hoon tu tari yadain atee hain
Ab tum ya kahoo gee
Tu tum mujahay yaad nahi karma chahtay
Baat ya nahi
Baat ya hai ka
Tari yadain mari jaan lay lain gee
Tu tum mout say dartay hoon
Baat ya behi nahi hai
Baat ya hai ka agar main
Mar giya tu
Tari yadain kis ko talash karain gee
by: Dilsay