enter10
1
**baat chali teri aankhon say ja pohnchi paimanay tak
kheinch rahi hai teri ulfat, aaj mujhey maikhanay tak
ishq ki batain ghum ki batain, dunya walay kertay hain
kis nay shama ka dukh dekha, kaun gaya parwanay tak
ishq nahin hay tum ko mujh say, sirf bahanay kerti ho
yun hi bahanay qayem rakhna, tum meray mar jaanay tak
itna hi kehna hay tum say, mumkin ho to aa jaana,
aa he gay tou rukna ho ga, aankhon k pathranay tak…!**
ehsan
2
Re: baat chali teri aankhon say ja pohnchi paimanay tuk
wah. :k:
Re: baat chali teri aankhon say ja pohnchi paimanay tuk
**baat chali teri aankhon say ja pohnchi paimanay tuk
kheinch rahi hai teri ulfat, aaj mujhey maikhanay tuk
mujhe peene ka shoq nahin peeta hoon gham bhulane ko
**
enter10
4
Re: baat chali teri aankhon say ja pohnchi paimanay tuk
Kia peety hyn..........?
Re: baat chali teri aankhon say ja pohnchi paimanay tuk
bahana chahiye
enter10
6
Re: baat chali teri aankhon say ja pohnchi paimanay tuk

Kis kis bahany sy peety hyn…??
kia ghabra k bhi pee ja`ty hyn…?