SheeN
1
mai nai baas yai app loogon ko batana tha kai mera dant ka dard teeak hoo gaiya hai:D I am Back…
:D<------abb itana bhi goor sai nah daikhain:smilestar:
anyways abb app loog paraishaan nah hoon…mai teeak hoon:naraz: aur thanx saab flowers aur get well cards ka …jou kissi nai nahi baijai:crying:
AQ
4
Re: Baas Yai Batana Tha
aik tau reply kiyaa opper saY naraz..
jaao maiN bhee naheeN boltaa 
AQ
6
Re: Baas Yai Batana Tha

Tum ko dekhaa tau yeh khiyaal aayaa
Cafe`ik Zoo, aur nayaa bander aayaa

Re: Baas Yai Batana Tha
Chalo ji aik he khoshi dekhnay ko naseeb hoi thi woh bhi aap say dekhi nahi gai ..kahir mubarak ho dard theek honay ki :p
Farazz
8
Re: Baas Yai Batana Tha
aap khud ko purana keh rahay hain kya … 
AQ
9
Re: Baas Yai Batana Tha
tum jalo naheeN
tum bhee naYe ho 
Farazz
10
Re: Baas Yai Batana Tha
dil par na laein AQ bhai ... Darwin uncle kay mutabiq ham sab kabhi na kabhi bandar thay ....
AQ
11
Re: Baas Yai Batana Tha
Darwin, uncle aap kaY hee hoN gey… aap hoN gey bander unn kaY hisaab saY..
hum tau Adam kee aulaad haiN 

Farazz
12
Re: Baas Yai Batana Tha
Darwin bhi Adam ki olad hi thay
AQ
13
Re: Baas Yai Batana Tha
lekin woh khud tau apnaY aap ko bander ka bachaa hee kehtaY thaY naa 
Farazz
14
Re: Baas Yai Batana Tha
farq kuch nahi hai
woh khud ko bandar kehtay thay .. aur aap dosro ko keh rahay ho :)
wesay aap nay Sheen aunty ko bandar kaha ... zara khyal nahi apko...
bandaro ka :)
Re: Baas Yai Batana Tha
Kisi kay card na bhaijnay par bhi aap itni jaldi wapas aa gain tou agar loag “Get Well” kay cards bhaij daitay tou pata nahi kia hota 
j/k - kahin dil par na lay leejey ga warna kahin dil hi main dard na shuru ho jaey
Phir mujhay hi “Gate Will Soon” ka card bhaijnay paray ga…
for Sheen Khaala

Re: Baas Yai Batana Tha
mubarak ho ap k dant ka dard jo theeek ho gayaa ..
SheeN
17
Re: Baas Yai Batana Tha
JOU KAITA HAI WOH KHUD HOTTA HAI:snooty:
AQ
18
Re: Baas Yai Batana Tha

Jalnay walaY tera moo kaalaa 
AQ
20
Re: Baas Yai Batana Tha
Jee Haan!
and
meraa moo bilkul FIT hai jee 
