Baas ak baar........

Vasal kay saray lamhay apnay naam lakh do
Hijar ke sari ratain maray naam lakh doo

Khushi ay saray lamhay apnay lakh doo
Ghum ke sari ghariya maray naam lakh doo

Wo sub batain jo sabab hain taray ansoon ka
Ansoon na sahi sabab he ko mari jaiyadad lakh doo

Bhatak rahee hoo apnay andar tanha
Jo ho saky tu ya tanhiyain maray naam lakh doo

Main ak lamhay main jee loon ga zindagi puri
Baas ak baar Dilsay mara naam lakh doo

Re: Baas ak baar........

Dilsay mera naam lekh do
hummm achi koshish hay .

Re: Baas ak baar........

Aab pata nahi ya aap ko pasand aya ya nahi... phir behi thanks

Re: Baas ak baar…

nice :k:

Re: Baas ak baar…

abay dilsay! u alive? :eek: where u been yaar? welcome back :bb:

nice poem :k:

Re: Baas ak baar........

Thanks Ali and DM

Re: Baas ak baar........

dilsay kahan ho bhai??

Re: Baas ak baar........

bahut khoob dilsay amazing poem!

2 Likes

Re: Baas ak baar........

Thanks

Aur

Kahan thay aap zamanay kay baad aya hain?

Re: Baas ak baar........

paai radeef to hai par qaafia kidhar hai?

anyways... nice thoughts.

Re: Baas ak baar........

dilsay to pahlay sahi ap ka naamhai :D

wasy nice ghazal ... keep it up :)

Re: Baas ak baar........

Aap ke baat samajah nahi ayee.... Zara phir say kahna

Re: Baas ak baar…

Dilsey ap ka naam keoN likhay :hoonh: koi aur nahi milti isay :snooty:

Re: Baas ak baar…

Dilsey male hai :hoonh:

Re: Baas ak baar........

Koyal jee Azad ke batoon ka bura na manana wo Azad hai... shukar hai kuch kahnay laga hai pahlay tu baas

hmmmmmmmmmm

Re: Baas ak baar........

woww! amazing....

Re: Baas ak baar........

buhat khoobb :)

Re: Baas ak baar........

nice effort g