baarishhhhhhhhhhhh!!!!!!

tezzzzz bohaat tezzzz horahi heyyyyyy maza bhi araha hey aur darr bhi lag raha hey :hmmm:

duaaein maangney ka bhi dil chah raha hey aur achey achey sweet songs sunney ka bhi dil chah raha hey :smiley:

paani bhi khatam horaha hey Allah na karey aur bijli ney bhi apni marzi ka anaa aur jaanaa laga rahka hey :bummer:

in sab key baawajoooooddddddddddddddd:p

PS. wannna go to the seashore:p :sadiyah: :smiley:

Re: baarishhhhhhhhhhhh!!!

Allah se dua karo moti :hoonh: woh chacha PHET b a rha hai sth sth :grumpy:

Re: baarishhhhhhhhhhhh!!!

^wohi to kerrahi hooon :teary1: daant kyun rey hein haan?:grumpy: chalo kisi ney to pehli baar guy name rahka toofaan ka :stuck_out_tongue: warna mujhey to yaqeen hojana tha key sinf-e-naazuk hi zimmedaar teherti hey hur toofan key peechey :stuck_out_tongue:

Re: baarishhhhhhhhhhhh!!!

Sea shore ja ke to dikhayein… Wahan se seedha thaane bhej dee jayein geen. Mausam ka ihtiraam karo :hoonh:

Re: baarishhhhhhhhhhhh!!!

Rabi: lolzz dant nahi rha awain hi keh rha hon m worried abt kya hoga Allah khair kare bus..

Carpri: :rotfl: mausam ka ahteram, hamari awam ke shoq b niralay hain na :frowning:

Re: baarishhhhhhhhhhhh!!!!!!

lahore mai tou garmi hai:(

Re: baarishhhhhhhhhhhh!!!

lo ge ^^ itti to barish hwi thi andhi ke sth lhr main :hoonh:

mausam phir itna intezaar kara key kyun aata hey :hoonh: itni mushkiloan se aya hey :teary1: i luv rain :sadiyah:

Insha Allah sab thek hogaa bhai dun worry

Zarooree hai bhai.. Phet uncle naraaz ho jayein to… to… Ihtiraam karo bhai :bummer:

Mujh se kioon pooch rahee hain.. Mera kia Hazrat Mikaeel se zaatee waasta hai? :hoonh:
I love rain too :sadiyah: magar ihtiraam karo :bummer:

Idhar aa jayein. Lots of rain and lots of tension :)

acha kese karoon ehtraam ?:bummer:

woh to kar hi rahe hain :bummer: ab uncle PHet ka pholon se to istakbal to nahi kar sakte :frowning:

:Rabi: barish kise achi nahi lagti :frowning:

Re: baarishhhhhhhhhhhh!!!

^:( :sigh:

Police waalon ke saath ta’aawan karein aur beach par mat jayein. Mausam ko enjoy karne kee khwahish dil mein daba dein :bummer:

Khabardaar. Mein phet ke baare mein kuch bhee sun’na naheen chahoonga :smilestar:

Re: baarishhhhhhhhhhhh!!!

^khabardaar jo merey bhai ko maraa tou :hoonh:

DM bhai: aap ko dard to nai hora na sar mey:bummer:

Re: baarishhhhhhhhhhhh!!!

^^tumhari bari dosti hai chachay Phet ke sth :hoonh:

Re: baarishhhhhhhhhhhh!!!!!!

Bht jore ka mara hai rabi :( sir main dard ho rha hai chai bana do :p

Re: baarishhhhhhhhhhhh!!!

haye bijli ka ana or jana :smack: kismat se hi milti he