Ek aadmi sarak sey guzar raha thaa. Waheen pey ek paagal khaan thaa jiss main sey awaaz aa rahi thi “Baara baara baara”
Aadmi ney socha key yeh barri ajeeb baat hai tau uss ney suraakh main sey jhaaka.
Iddum sey paagal chillaney lagai: “Tera tera tera!”