baandh lei haath pe....

**baandh lein haath pe seene pe saja lein tumko
jee mei aata hei ke taveez bana lein tumko

phir tumhe roz sanwarein, tumhe bardhTa dekhein
kyun na aangan mei chambeli sa laga lein tumko

kabhi khwabon ki tarha aankh ke parde mei raho
kabhi khwaahish ki tarha dil mei bula lein tumko

jis tarha raat ke seene mei hei mehtaab ka noor
apne taareek makano mei sajaa lein tumko

iss qadar toot ke tum pe hame pyaar aata hei
apni baahon mei bharen maar hi daalein tumko

wassi shah

**

Re: baandh lei haath pe....

a beauty by wasi shah
one of ma fav
zabardst jw

Re: baandh lei haath pe....

v.nice.

Re: baandh lei haath pe....

Beautiful sharing J wali:)

Re: baandh lei haath pe....

Wasi Shah ka Kiya Kehna ... Buhat Achchi Sharing :~)

Re: baandh lei haath pe…

wasi shah hai aap he parho :hoonh:

Re: baandh lei haath pe....

gudd one

Re: baandh lei haath pe…

lol

P.S: Achi haii JW..

Re: baandh lei haath pe....

very nice collecti:)on

Re: baandh lei haath pe…

ye to bohat hi zalim qism ka pyar hai :chai:

Re: baandh lei haath pe…

wasi shah ne ap ka koch odhar dena he:hehe: