Baal Ki Khaal

Re: Baal Ki Khaal

pehli post paRh liya karen na

Re: Baal Ki Khaal

ub parha karun gi :(

Asar, Aasaar, Asraat,

Re: Baal Ki Khaal

taseer, mo'assar, asar angez

Next word den

Re: Baal Ki Khaal

Sahoolat

Re: Baal Ki Khaal

sahooliyaat aur kia.......

Re: Baal Ki Khaal

pata nahi.. mery zehen mein yehi word aya and main ny type ker diya :p

next word dain

Re: Baal Ki Khaal

Rahm

Re: Baal Ki Khaal

rahm raheem rehmaan mehrbaan

Re: Baal Ki Khaal

baqi sab teek hai per rahm aur mehrbaan ka kia link hai?

Marhoom :snooty:

Re: Baal Ki Khaal

mehrbaan b to rehm karny wala hota hai na

Bismillah ka tarjuma yaad hai na

tu bara mehrbaan nihayet rehm karny wala hai :slight_smile:

Re: Baal Ki Khaal

sahi kaha aap ne.. but we have to use root of given word to make new words. Mehrbaan main rehm ki root nahin hai.

Rehmat, rehm dil bhi rehm ki root se bane hain.

Next word

Re: Baal Ki Khaal

tarbiyat

Re: Baal Ki Khaal

:emmy: te pe khatm hone wale lambe words se kuch nahin banta.. aap bana ke dikhaen

Re: Baal Ki Khaal

intelligent to ap hain :@:

Re: Baal Ki Khaal

aap koi dhang ka lafz den, jis se banene wale alfaaz bhi aap ko pata ho

Re: Baal Ki Khaal

Zaheen

Re: Baal Ki Khaal

Next word is "siyah"

Re: Baal Ki Khaal

you mean zehn.. Zaheen, Zehanat, Zehni

Re: Baal Ki Khaal

Raqeeb e Roo-siyah :D

Siyah-posh, Siyah-bakht,, siyah-roo, siyahi, siyahi-daan

Re: Baal Ki Khaal

siyah-dil,