Re: Baal Ki Khaal
jal kukRi
What about Jal-farezi
Re: Baal Ki Khaal
jal kukRi
What about Jal-farezi
Baal Ki Khaal
Jal kukri tou jealous bande ko kehte hain na?
Jal farezi is something else ![]()
Re: Baal Ki Khaal
jal thal [flooded], jalpari [mermaid ;)], jalgaoN [island], jal asthal [seaport], jaljantu [animal kingdon], jal senaa [navy], jalvaayu [sea breeze] etc
Baal Ki Khaal
Bhai sahab jalpari ka Mai Bol chuki ![]()
Re: Baal Ki Khaal
ok next word den ab
Baal Ki Khaal
Next word. Hum
Ummm. Like humsafar
Re: Baal Ki Khaal
hamsheera saaHiba, tum ne kia is word kaa ‘copyright’ karvaa rakkhaa hai?
;cb:
Baal Ki Khaal
Chalen ab Jo Maine word dia hai uske doosre words bataye ![]()
Re: Baal Ki Khaal
ok boss!
ham-Khayaal, ham-kalaam, hamah, ham-bastagii, hama shuma, ham-qaafiya, ham-radeef, ham-vatan, hamagii, hama ost, ba iiN hamaa, ham-shakl, ham-vaz'a
ham lagaa kar to saikaRoN alfaaz banaaye jaa sakte haiN.
Baal Ki Khaal
Hamdard. :p
Chalen next word ab app den.
Baal Ki Khaal
![]()
Re: Baal Ki Khaal
ok boss!
ham-Khayaal, ham-kalaam, hamah, ham-bastagii, hama shuma, ham-qaafiya, ham-radeef, ham-vatan, hamagii, hama ost, ba iiN hamaa, ham-shakl, ham-vaz'a
ham lagaa kar to saikaRoN alfaaz banaaye jaa sakte haiN.
Hum - shaql, Hum-zulf, Hum-raaz, Hum-saya, etc.
Re: Baal Ki Khaal
good. shin chan.. ab aap koi lafz den
Re: Baal Ki Khaal
yahan kya ho raha hai ![]()
Re: Baal Ki Khaal
good. shin chan.. ab aap koi lafz den
next word "zulm"
Re: Baal Ki Khaal
Zulm o sitam
Re: Baal Ki Khaal
next word "zulm"
Zalim, Mazloom, Zalimana, Zulmi, Mazalim, Zulmaat
Re: Baal Ki Khaal
zalim, mazlum
Re: Baal Ki Khaal
esy words bnany hain ![]()
pehly game samjhayen karna kya hai yahan
Re: Baal Ki Khaal
Next word is Asar