aap har baat pe yeh thappar kyunmarti hain?
:aq:aaj kal kisi ke sharafat pe etebaar nahi kiya ja sakta . moonh say nikab uthao to neechay say dako nikalta hai:mad:
yeh badshah ki shaan ke kilaf hai ke wo ek dhoti pehnay,hum apni pishwas main khush hain
kyun aap ki ankhein kaam nahi kar raheen jo hum say dastarkhuwaan ke bare main sawal kar rahe hain?:aq: