Na na na…
Baadalon ki hai saazish
Lamhon ki hai sifaarish
Aaj mil ke mita de faaslaa
Na na na…
Dhadkano ki hai khwahish
Dil mai karle rihaish
Aaj mil ke mita de faaslaa
Na na na…
Aankhon se mai apni
Tera chehra baandh loon
Tere pass he main
Ab aake saans loon
Mere saaye se lipat jaa
Chahe bahon mai simat jaa
Ab mujh mai jo bhi hai wo tera
Na na na..
Mausam ka dil ka nasha hai
Jo hum pai chha raha hai
Dil ko chhedti jo bheegi si hawa hai
Mere jismo jaan se gujar jaa
Kaho waqt se tu thehar jaa
Pyaar naa ruke pyaar ka silsila
Badalon ki hai saazish
Lamhon ki hai sifaarish
Aaj mil ke mita de faasla..