Baad-e-Saba

Ae Baad-e-Saba
Us Nagar Main ja
Usay Itna Bata
Ek Dost Tera
Kehta Hy Sada
Mujhy Apna Bana
Chahat Ko Jaga
Ae Jaan-e-Ghazal
Teri Baat Azal
Tere Hont Kanwal
Teri Aankh Ghazal
Ae Jaan-e-Wafa
Khud Tu Hi Bata
Kab Tere Siwa
Mujhe Chain Mila ? ???

Re: Baad-e-Saba

Lagta hai Saba Faisal aap ki favourite hai :@:

Re: Baad-e-Saba

Saba Faisal :bummer: yah koun zat shareef hay bhai :konfused:

Re: Baad-e-Saba

ghalat:smash: chain MILI