I m new to this forum, Accha laga aap sab ka collection is liay join ker lia.
Filhal jo yaad aa raha hay likh raha hoon.
Jo us ke chehray pe rang e hina tehar jaay To saans , waqt , samandar , hawa tehar jaay Wo muskuray to Hans Hans paray ke’i mosam Wo gungunaay to bad e saba tehar jaay
**Soch ker main ne chuni aakhri aaramgah ** Main tha miti aur mujhay mitti ka ghar accha laga Manzilon kee baat choro kis nay paaii manzilain Ek Safar Achha laga , Ek humsafar achha laga
Jo us ke chehray pe rang e hina tehar jaay
To saans , waqt , samandar , hawa tehar jaay
Wo muskuray to Hans Hans paray ke'i mosam
Wo gungunaay to bad e saba tehar jaay
Soch ker main ne chuni aakhri aaramgah
Main tha miti aur mujhay mitti ka ghar accha laga
Manzilon kee baat choro kis nay paaii manzilain
Ek Safar Achha laga , Ek humsafar achha laga