Ba adab !!

Re: Ba adab !!

:shikra: hamaray saath chaman tak thelna pasand farmaien ,to hum aap ko khud tor kar aur kaat ke khilien ge

:blush:aap ki in moochoon pe hum dil kho bethe

:hmmm: ya shayed ghaliban os kaneez ko hum ne wo tuhfay main diya tha?

is ka pata lagaya jae:mad: