Ba molahiza!!
hoshiyaar!!
zille elahi ,Shehansha-e-Gupshup tashreef la rahe hain:shikra:!!
HUM ehl-e-Gupshup ko yeh pegham dete hain k jo bhi apne hathyaar (keyboards) daal de ga aur hamari ma-tehat rahe ga ,os ko kuch nahi kaha jae ga:snooty:
wagarna his ne flooding karnay ki koshish ki,Badshah ka ghazab os pe nazil ho ga aur un baghawatiyon ko kali kothri main daaal diya jae ga
Hum aman chahte hain:jhanda:
ab kaneezoon ko hazi kiya jae:shikra:
2 Likes
Re: Ba adab !!
kaneez tou nahin hain .....
mustandey chahlein gay ?
Re: Ba adab !!
siphai jao hamare sabka wazeer ko andhere kunwain main khana de ke aao
Re: Ba adab !!
kuwain key ooper say khana phenk doon ?
neechey uterta hoon tou woh pair paker ker mafee mangna shroo kerdeta hai
Re: Ba adab !!
Hi you
haee:shikra:
kya noush farmaien gi aap?
sweefs
March 16, 2008, 7:26pm
10
Re: Ba adab !!
mai na vo na aap na…hayeee
Re: Ba adab !!
nahi os ko khana khila k bhi aao
Re: Ba adab !!
kya raag nikala hai:shikra:
bohat khoob gati hain aap:jano:
Khumar
March 16, 2008, 7:29pm
13
Re: Ba adab !!
oye gustakh zayada tain tain na karo acha. yahan hamara raaj chalta hai…kya
Re: Ba adab !!
badshah salamaat … app zaroorat say ziada nahin phel rahey
Re: Ba adab !!
to hum bhi to aap k ghulam ban k rehna chahte hain malika
sipahiyoo humein tanha chora jae!!
sweefs
March 16, 2008, 7:33pm
17
Re: Ba adab !!
mai aap kay liay poora din gati rahoon agar aik baar aap haan keh dayn
Re: Ba adab !!
hum phail nahi rahe
issay fatah kehtay hain:jhanda:
Khumar
March 16, 2008, 7:34pm
19
Re: Ba adab !!
Stop threatening people
you dare raise your hand on me
gives warnings for insubordination
maska nahin chalay ga fatafat 6 paitiyon ka intizaam karo. aam ki paitiyan…kya
Re: Ba adab !!
haan? kis mamlay main?
aap k liye to hum siphaiyon ko keh kar asmaan say tare la k dein