Aziz-e-jaan hamesha jinko samjha ... Wohi ab dushman-e-jaan hogaye hain

Duaein dene walay kho gaye hain Manooo mitti ke neechay so gaye hain **Azeez-e-jaan hamesha jin ko samjha Wohi ab dushman-e-jaan ho gaye hain** Bahut din baad hum roye hain itna Ke aansoo, daagh dil ke dho gaye hain Kaee misray hain dhundhlaaye huwe say Ghazal ke shair aansoo ho gaye hain Jo aansoo ponchnay walay thay mere Kahaan ja kar woh aakhir so gaye hain...

umm nice!

:k:

Thanks ...