Salams
kia hum azad hain?
yeh jo aankh ka ishaara hai
meri muhabet ka isteaara hai
Azad mian
aap ko kitni baar batana parray gaa keh koi azad nahin hota! hmmm, aankh kaa ishara? :)
this is a PG-13 page,,,, please NO ANKH MARING,,,,,, THANKYOU SO MUCH
Hayaa baigum!
Yeh ghulamoon ki samaj main ane wali baat nahi hai :)oor ghulam zehin aap hi ki terha sochta hai
aankh ka ishara - is ko muhabet se dekhne wali nazar chahiay - jo aap ki tarrf nahi parri
Salams
Billi ke bache 2 hi ache
CHUP RAHOOO MR!!
KUCH ziada hi AZAD nahi lagtay aap??
Salams Billi :)
1. "Chup Raho" billi ke ehteraam main aik min. Azad khamosh Raha (Silence)
- Mustani (about Azadi) Mujh ko to hosh nahi Tum ko khaber ho shayd Log khete hain ke Tum ne muje barbad kia
-P
[This message has been edited by Azad.]
you can read the above as
Mujh ko tu hosh nahi Hayaa ko khaber ho shayd
Log khete hain ke be-Hayai ne muje barbad kia
hmmmm,
that was rude!
http://www.pak.org/gupshup/frown.gif
just cuz i am REALISTIC doesn’t mean that i am a ghulam!
u can hide behind ur little name and think that ur azad but face it, ur NOT! no one is! and u know what!!! i can tell u of 1 thing already that ur a ghulam of! and thats ur nafs.
Sorry if it was rude!
http://www.pak.org/gupshup/frown.gif
just cuz you think you are REALISTIC doesn’t mean that you are not Zehni ghulam!
Kabotar ki aankh band kar daine se billi nahi chali jati (billi! hi there). Aap ko Irfan e zaat hai tu elzaam hamare sir na dalain. Raho appne nafs ke ghulam.
jahaan tak hamre nafs ka ta’aluq hai tu hum to appne nafs ke saat halat e jihad main hain. oor jhang main waqti haar jeet to chalti hai ![]()
p.s. agar nacheez ki kisi baat se mezaj ka boj ho, to darguzr kijiay ga, khuda na khwasta kisi ki be adabi hamari maqssod nahi.
[This message has been edited by Azad.]
I DONT find u fUNNY AT aLLL,,, AAp ki azadi nay HAYA ki naak may dum karr rakha hai,,,
Salams
Did some body say clown?
Billi jee humari azadi wahan khtum ho jati hai, jahaan se Hayaa ki sarhadain (naak) shoroo hoti hain. Hum appni Azadi se hayaa ke haq main dastbardar ho gain ...
btw billi jee hayaa ki naakh bhi to bohut oonchi oor lambi hai.
Azad hands over a big Bowl full of fresh milk
to billi
Khush! :))
humm just in case you dont like milk, here is some pushtu gift for ya :)
Tamama shpa da sta yadoono ke zh
dair bandiwan ao beqarar woma zh
Da saher baad ko sta yadoona taza
tola wraz laka che dar shuma zh
Khalqa che marr shum pa gudar me khak ki
Dase pa meena haghe Stargo giraftaar kma zh
HAIN!
mairay peechay mairee naak ki batain ho rahee hain!
http://www.pak.org/gupshup/frown.gif
khud apnay daam mai sayyaad aa gaya
u proved my point exactly!
u sit here like a kabooter pretending to ignore all the “billis” and calling urself azad! well wake up dear! i say again! ur not azad! ok answer me this! aren’t we all “ghluams” of Allahs ehkaams??? well we r! so how can u be totally azad?
Hum Allah ke Bande hain "Abdullah"
Ghulami oor bandagi main farq hota hai
My choice is Bandagi
:)
Billi jee
Hayaa ko to apni naakh ki fikar nahi
laikin aap to apni dum bacha ke rakhain ;)
[This message has been edited by Azad.]
Lagta hai pakies ko Date marne ki azadi ke sewa kuch nazar nahi ata
http://www.oberlin.edu/~zwilliam/images/apple.gif
[This message has been edited by Azad.]