Azad
1
Yeh Alam jazb ka pehlay to nahi tha
Andaz aissa Ahl e Janoon ka pehlay to nahi tha
Palk jhpaktay main hi dunia badal jati hay
Kharidar aissa hussan ka pehlay to nahi tha
Azad~ dard sar e aam bantt’tay kiyon ho
Tareeqa aissa Ahl e Dil ka pehlay to nahi tha
Adab Arz
(Azad)
bohte khoub…keep it up:k:
Re: Azad~ dard sar e aam bantt'tay kiyon ho
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
Yeh Alam jazb ka pehlay to nahi tha
Andaz aissa Ahl e Janoon ka pehlay to nahi tha
Palk jhpaktay main hi dunia badal jati hay
Kharidar aissa hussan ka pehlay to nahi tha
Azad~ dard sar e aam bantt'tay kiyon ho
Tareeqa aissa Ahl e Dil ka pehlay to nahi tha
Adab Arz
(Azad)
[/QUOTE]
Vooo great... aaj tu aap mood main lag rahay hoo... khuda khair karay...
Jazb say yaad aya....
Mujahay tu dar hai ka kaheen wo pooch na lay
Agar ya jazab ka ansoon hai to tapka kasay...
Azad
9
dilsay yeh ansoo nahi taqseem hay .. jiss ko jo milay uss ka naseeb :D
Re: Azad~ dard sar e aam bantt'tay kiyon ho
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
Yeh Alam jazb ka pehlay to nahi tha
Andaz aissa Ahl e Janoon ka pehlay to nahi tha
Palk jhpaktay main hi dunia badal jati hay
Kharidar aissa hussan ka pehlay to nahi tha
Azad~ dard sar e aam bantt'tay kiyon ho
Tareeqa aissa Ahl e Dil ka pehlay to nahi tha
Adab Arz
(Azad)
[/QUOTE]
aham aham Bohat Khoob janab :)
Azad
11
Re: Re: Azad~ dard sar e aam bantt'tay kiyon ho
[QUOTE]
*Originally posted by koiDost: *
aham aham Bohat Khoob janab :)
[/QUOTE]
Zara nawazi hay aap ki :)
Good Effort Azad Gi :biggthumb
Azad
18
[QUOTE]
*Originally posted by ~Nazish~: *
Ji :p
[/QUOTE]
aap ko achi cheezon ki pehchan kab say honai lagi??
ghalban humari suhbat ka asar hay