Zamane pe kese karoon aythbar muje khud pe aytbhar naheen
Kambakth nazar dekhti kuch..........................dekhati kuch hai
Kese karoon dil pe aythbar kiya pata kab tere seene main ja dharkey
Kehne ko tou hum khudmukthar hain..........
...................................magar aapne dil pe bi aykhteyaar naheen
nice one BanJara..apnay pe aitbaar karna sekhaiey.:)
Nikami.... bouhat koshish ki... magar..... Dunnya ko dekhta hoon... phir khud ko... tou yehi mehsoos hota hai kisi pe aythbar nai kar sakta khud pe bi nai.....
ab iss ki wajah sab ke samne na pouchna.... ye kahni phir sahi.
Beautiful......
[QUOTE]
*Originally posted by BanJaraa: *
Nikami.... bouhat koshish ki... magar..... Dunnya ko dekhta hoon... phir khud ko... tou yehi mehsoos hota hai kisi pe aythbar nai kar sakta khud pe bi nai.....
ab iss ki wajah sab ke samne na pouchna.... ye kahni phir sahi.
[/QUOTE]
ahhh BanJara why sound so sad today:( ..me poochti tu sab k samnay he ap bata PM main daina..:)..nikami ka aitbaar karo kisi ko nahi batiey ghi..:)
Bahut khoob :k:
Apne akele pan ka main kis se gila karoon
Jis ko bhi mur ke dekha woh tanhaeyoon mein hai
:k:
Azad,,, Arif,,, Dil se... thnx
Nikami bibi..... main tou aytbhar kar loon... mager Dil_e_NaDaN ko koan samjayeeeeeeee
Chalye aap keahti hain tou koshish karta hoon