mere nick change ho gaya hay jaisai k app apnee button numa aankhoon say mulahiza ferma rahay hain
thankyou
mere nick change ho gaya hay jaisai k app apnee button numa aankhoon say mulahiza ferma rahay hain
thankyou
Re: aylaan-e-Aam
^ bohat mushkil say
TLK k account main dollars ki soorat main paysay bherwanay peray
tub ja ker kaheen kam bana
tum mat kerna !
Re: aylaan-e-Aam
Oye hoye .. meri to aankhain jheel jaisee hain, button jaisee nahi .. phir bhi main mualhizaa kar saktaa hoon .. yeah to baRee ajeeb see baat hai
Re: aylaan-e-Aam
acha iss ka faaida kya hoga? ![]()
Re: aylaan-e-Aam
![]()
Re: aylaan-e-Aam
TLK^ nahi button hee hain app ko bus thore khush fehmi rehtee hai na is ley !
Re: aylaan-e-Aam
gizzy mai apse nai bolti ap se mai na ak sifarish ki thi but ap nay ignore kardiii…app batoo indo pak ka naya coloumn ban gaya but ap nay uska nai banaya:naraz:
Re: aylaan-e-Aam
kis say ? nick say ya mulahiza kernay say ?
hain array kyoun…
wo wo wo na. challain hum sochaingay ![]()
nick change ka..
Re: aylaan-e-Aam
![]()
hayee yeh kab hua
kyun hua?
kaisay hua??
after being visible 113.77 times, her mentioning of nick will save whopping 1k(byte)..
![]()
Re: aylaan-e-Aam
waysay hee dil chah raha tha
Re: aylaan-e-Aam
nice P_G
nice nickname
kinda resembles a smiley who’s got a bruised eye ![]()
Re: aylaan-e-Aam
who were u before… ![]()
Re: aylaan-e-Aam
problem girl
![]()