Aye- Yaar-e-Dost aaj tu Ji bhar kay Dil Dukha...!!

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
Haan yeh to hay .. khair karaylay ka thread hay ... kisi chiknay ka nahi
[/QUOTE]

Lolzzz Chikna= Azad ;)

[QUOTE]
*Originally posted by zawanfira: *
Forgive me for sharing without asking you ...

Lamha-e-hijr ke baad aisi aadat huwi weeraanoon ki
Andheroon se bahar aa na sakay
Sar-e-shaam hum phir deep jala na sakay

Is qadar milli tanhaeyaan ke apna saaya bhi ghair lagne laga
Dil ki basti aisi ujjri ke hum issay phir basa na sakay

Ussay dekhe ek muddat huwi, us se bichray ek zamaana huwa
Dhoonda bahut magar is ajnabi shehar mein ussay paa na sakay

Us ke siwa goya zindagi mein kuch aur thaa hi nahee
Bichra woh tu phir kuch khoo na sakay kuch paa na sakay

Haal-e-dil hum bata to dete raaz-e-dil hum suna tu dete magar
Tumhare baad kisi ko hum samjha na sakay aashna-e-dil bana na sakay

Hum ne dukhi dil ko bahut sambhaala aur dil ne hum ko bahut
Tanha chand dekha tau dil humein samjha na saka na dil ko hum samjha sakay

Tumhari yaad ko apni har wabastagi se mita diya tha hamesha ke leye
Bas jab jab saans chali hai tab tab hum tumhein bhula na sakay

Aaj itefaqqan tum ko tumhari majboreyoon ke saath dekha
Phir puraani yaadain taaza huween phir ashk apne hum chupa na sakay ...
[/QUOTE]

Khair ab tu ap nay share karliya hai

Its Awesome!

[QUOTE]
*Originally posted by Lamhay: *

Khair ab tu ap nay share karliya hai
Its Awesome!
[/QUOTE]

I did apologized Lamhay, btw thanks for appreciating it ...

[QUOTE]
*Originally posted by zawanfira: *

I did apologized Lamhay, btw thanks for appreciating it ...
[/QUOTE]

I know u did .... Per woh kia key ap ki adaat bangaye hai haar aik ki Post main apni ghazal Ghusernay ki....~ so i dont mind ~

Re: Aye- Yaar-e-Dost aaj tu Ji bhar kay Dil Dukha…!!

**

:k:

**

:bummer:

very nice :k:

:)

Thanks Manan , cuteepie and Irem well y that Face ? Dont b sad ...

nice ones Lamhay jee :flower1:

saare ek se badh ke ek hai