Aye waqt gawha rahna

Kushi mil jaye gi, iss ki umeed kitni hay
“shaid ayk feesud ?”

Aye waqt gawah rahna
Issi ayk feesud kay liye
Kitni ruswaaian gulay lugaai hain

Wo chooti si kiran apnay milan ka pata dayti thi
Ye kasaak dil main rah na jaye
kay hakm-e-waqt say sawal kiya tu hoota

Ub rahnay dain, khail khatum hova
kay waqt kay hain yeh hi faislay
Ye judaian hi apna naseeb thin
Aur hum bhi hain ub thukay hovay

Main tu mushriqi lurki hoon jaana
Hakm-e-sher ka ye faisla hay
Kaysy jeena kaysy murna
Kaysy roona kaysay hunsna
Sub likh diya hay


mayray nahi ye “un” kay alfaz thay, main nay tu sirf shaid ayk feesud hi kaha :slight_smile:

Re: Aye waqt gawha rahna

unsey poochna Compromise karna assan hota hay? :slight_smile:
keep writing aur post karney sey pehley kisi ko parhwa liya kareiN:bummer:

Re: Aye waqt gawha rahna

Very nice :k:

Re: Aye waqt gawha rahna

I know bahut hi bay rubt si things i write but Itni dafa tu likha k i am not a poet, tu phir … :frowning:

Re: Aye waqt gawha rahna

Amjad bhai, keep it up, hameiN pataa hey ke aap shaer nahi heiN, phir bhi likhtey rahiye aur hum sey share karte rahiye :)

Re: Aye waqt gawha rahna

haan na Gul theek ho tu kahti Koyal se raa’joo kia karan na ap bhooly huwey ..wesay kesay bhool k ap likhnay lagay :stuck_out_tongue:

Re: Aye waqt gawha rahna

kuch acha he kah laiti/laitey ye UN :)

Re: Aye waqt gawha rahna

Lo humnay itna hi kaha aur wuh bura maan gaey:-( i know aap poet nahi haiN, issiliye tou kaha tha, well often i like poetry jo Natürlich ho na:~) keep sharing we will wait for your next Item:~)

Re: Aye waqt gawha rahna

Ahhh where is my Tea :D

Re: Aye waqt gawha rahna

hmm…nice…:k:

Re: Aye waqt gawha rahna

Theek hay *Amal *:) thanks for understanding!