Aye! Suno¡

Misaal e ishq suno tou sahi..na shermaoo

Tumhara naam nahin hai meray afsanay mein

Re: Aye! Suno¡

shukr Alhamd o Lillah :hehe:

Re: Aye! Suno¡

Chalo aglay fasanay mein daal dena.

Re: Aye! Suno¡

uncle her koi Umera Ahmed ki tarah dheet nahin hota ke her roz afsana likhe

Re: Aye! Suno¡


tumheN hamaaraa naam pataa hai? mashaa Allah! :D

Re: Aye! Suno¡

Aap se naik derkhwast matloob hai keh agar janab ko bura na lagay tou aglay afsanay ka title Fakhtaa dakh doon.

Re: Aye! Suno¡

or jahan bewafayi ki tu sab se oper usssi ka naam huga :omg:

Re: Aye! Suno¡

Faakhta naami book Pakistan main chhap chuki hai. All rights reserved. Fakhta ki wapsi rakh sakti hain

Re: Aye! Suno¡

Fakhtaa ki jag beeti kesi rahey gi?!?

Re: Aye! Suno¡

Faakta ki kahani, Zubeda aapa ki zubani.

Hot cake ki tarah bike gi