Aye mohabbat tere anjaam pe rona aaya,

"Aye mohabbat tere anjaam pe rona aaya,
Jaane kyun aaj tere naam pe rona aaya..
Yun to har shaam ummeedon me guzar jaati thi,
Aaj kuch baat hai, jo shaam pe rona aaya..
Kabhi taqdir ka maatam, kabhi duniya ka gila,
Manzil-e-ishq me har gaam pe rona aaya…
Jab hua zikr zamaane me mohabbat ka
Mujhko apne dil-e-bekaam pe rona aaya…

:k: nice..

Re: Aye mohabbat tere anjaam pe rona aaya,

[QUOTE]
*Originally posted by Mrs_Mazhar: *
"Aye mohabbat tere anjaam pe rona aaya,
Jaane kyun aaj tere naam pe rona aaya..
Yun to har shaam ummeedon me guzar jaati thi,
Aaj kuch baat hai, jo shaam pe rona aaya..
Kabhi taqdir ka maatam, kabhi duniya ka gila,
Manzil-e-ishq me har gaam pe rona aaya...
Jab hua zikr zamaane me mohabbat ka
Mujhko apne dil-e-bekaam pe rona aaya.....
[/QUOTE]

Yeh kalaam kiski hain?

:k:

Very nice :flower1:

:k::k:

Nice :k:

:wave: Mrs.
bohat achi ghazal hay, i think i posted it a long time ago!

Thanks jee :slight_smile:

Re: Re: Aye mohabbat tere anjaam pe rona aaya,

muje nehi patta jee :confused:

Thanks :flower2:

ohhhh thx 4 the flowers :blush:

Thanks :biggthumb

just nice :konfused:

arey aap agaye wapis jee welcome back :french: arey muje patta nehi tha aap ne yeh poetry post ki huwi hai i’m sorry aggar patta hota tu kabhi nehi post karti jee :frowning:

chal pagalee na ho to, wo to main nay post ki thi wo baat or thi ya tum nay ki is ki baat hi alag hay:-) thanks for saying welcome:-)

Re: Re: Re: Aye mohabbat tere anjaam pe rona aaya,

Shakeel Badayuni ki likhi hui yeh gazal hain ke jo Begum Akhtar ne gaai thi.

Re: Aye mohabbat tere anjaam pe rona aaya,

:k: