**aye meray ham nasheen chal kahen aur chal…
Iss chaman mein abb apnaa ghuzara nahee
bat hoti guloon tak tu seh laitay ham
aabt u kantoon pe bhi haaq hamra nhn…
jab bhhi gulistan ko khoon ke zarorat pari,…
sab say pehlay yeh gardaan hamari kati…
phir bhi kehtay hain ham say ehl-e-chaman..
yeh chaman hai hamara, tumhara nhn…
aye meray ham nasheen chal kahen aur chal…
Iss chaman mein abb apnaa ghuzara nahee
**