aye ishq...........

aye sihq hamain burbaad nan kur
aye ishq nan chair aa aa kay humain
hum bhulay huoan ko yaad nan kur
pehlay he buhat nashad hain hum
tu aur hamain nashad nan kur
burbaad nan kur azad nan kur
ratoan ko uth uth kur rotay hain
ro ro kay duain kurtay hain
ankhoan main tasaw’ur dil main khalish
sir dhuntay hain ahain bhurtay hain
aye ishq! yeah kaisa roag laga hay
jeetay hain nan zalim murtay hain
in khwaboan say yuun azad nan kur
jis din say bundha hay dhiyaan tera
ghubrayae huyae say rehtay hain
her waqt tasaw’ur ker ker kay
shurmayae huyae say rehtay hain
kumlayae huyae phuloan ki tarah
kumlayae huyae say rehtay hain
pamal nan ker
baidar nan kur
aye ishq hamain burbaad nan kur
aye ishq hamain burbaad nan kur!!!

Aik baarish ho rahi
phir aap ka itnekhaab

yeh udassi bhi kiasii udassi hay
un ki yaad phir say dil pe chaii hay
baarish ka paani rim jim barsaay
milnay ko phir yeh pagal dil tarsay

(azad)

Yoon tu bohta loog milay hain safar main lakin
Dhoondta hoon koyee tum sa behi hai ka nahi

by Disaly