Aye Chaand ki kirno!!!!!!! jao na

Aye Chaand ki kirno jao na,
Tum us ko Choo kar aao na,
Wo kab kab kya kya karta hai,
Wo jagta hai ya sota hai,
Wo kis se batein karta hai,
Wo shaam ko kesa lagta hai,
Wo raat ko kesa dikhta hai,
Jab soye kesa lagta hai,
Jab jagay kesa dikhta hai,
Tum chupkay chupkay jao na
**Tu us Chaand ko choo kar ao na…

**http://3.bp.blogspot.com/-bYbpKXxDVfI/UoJnVAjdJxI/AAAAAAAAANA/92UfKRdZdas/s400/sshot-306.jpg

Re: Aye Chaand ki kirno!!! jao na

kis ki toh main rehna buri baat hai.. aur khuda ne chand tare jasoso ke liye nahin banae :emmy:

Re: Aye Chaand ki kirno!!!!!!! jao na

ey chand !!!!!!1 dekh na ;)

Re: Aye Chaand ki kirno!!! jao na

Shairy se tu lag raha hai wo chal basa kya :hmmm:

Re: Aye Chaand ki kirno!!! jao na

behn ji.. aankh main kuch pad gaya hai to phhonk maar ke nikal lo… arq e gulab daalo.. magar ye ishare mat karo :nahi:

Re: Aye Chaand ki kirno!!! jao na

lagta hai jate hi mutaween se pala pada.. ab murday kab jagte hain

Re: Aye Chaand ki kirno!!! jao na

:e6: ALLAH na kre

Re: Aye Chaand ki kirno!!! jao na

:sab ussi ke hath mae hai ..

Subha sare das bajye :emmy:

Re: Aye Chaand ki kirno!!! jao na

:naraz: :aj:

:bummer:

Re: Aye Chaand ki kirno!!! jao na

:mirch:

Re: Aye Chaand ki kirno!!! jao na

:rotfl: :omg:

Re: Aye Chaand ki kirno!!! jao na

:mad3:

Re: Aye Chaand ki kirno!!! jao na

no more smilies :emmy:

chand aur james Bond ka kiya taluq hai?

Re: Aye Chaand ki kirno!!!!!!! jao na

acha bataen eyebrow ko ounjabi me kia kehty hein

Re: Aye Chaand ki kirno!!!!!!! jao na

P se kuch hai?

Re: Aye Chaand ki kirno!!! jao na

han per kiya :cb:

Re: Aye Chaand ki kirno!!! jao na

aap batao.. Bhanwen ka kuch variation hogi