Ay Wada Faramosh Main Tujh Sa To Nahi Hoon,

Har Zulm Tera Yaad Hai Bhoola To Nahi Hoon,

Ay Wada Faramosh Main Tujh Sa To Nahi Hoon,

https://fbcdn-sphotos-e-a.akamaihd.net/hphotos-ak-prn2/p480x480/9248_727719547245447_658707989_n.jpg

Re: Ay Wada Faramosh Main Tujh Sa To Nahi Hoon,

Good. nahin to mushkil ho jati logon ko pehchanene main.. behn bhai lagte

Re: Ay Wada Faramosh Main Tujh Sa To Nahi Hoon,

is ne package karwaya howa

Re: Ay Wada Faramosh Main Tujh Sa To Nahi Hoon,

faeda karany ka phone nahi uthata
verna PHONE KO KION GHURTI

Re: Ay Wada Faramosh Main Tujh Sa To Nahi Hoon,

behen bhai :e6:

Re: Ay Wada Faramosh Main Tujh Sa To Nahi Hoon,

behn bhaion wali muhabbat hi pak hoti hai :hehe:

Re: Ay Wada Faramosh Main Tujh Sa To Nahi Hoon,

mohabat pak napak kese hoti hy:aj:
kis ne yi PAK MOHABAT KI term banai thi:sannan:

Re: Ay Wada Faramosh Main Tujh Sa To Nahi Hoon,

Pakiza Muhabbat ke hero ne… aap ke paon boht khoobsurat hai, chapal mat pehniye ga

Re: Ay Wada Faramosh Main Tujh Sa To Nahi Hoon,

rakhi to nahi bandh k gaya
pak ho to phir rakhi hi banti hy

Re: Ay Wada Faramosh Main Tujh Sa To Nahi Hoon,

Bhool jao zakhm...let go...it helps the negativity leave you.

Re: Ay Wada Faramosh Main Tujh Sa To Nahi Hoon,

*Hijar K Gehri Zakham Mile To Mujh Ko Kuch Ehsaas Hua
Pagal Ko Samjhane Wale Kuch Kuch Pagal Hote Hai

*

Re: Ay Wada Faramosh Main Tujh Sa To Nahi Hoon,

jia ye sun lia hy tum ny? acha hy na?

Re: Ay Wada Faramosh Main Tujh Sa To Nahi Hoon,

kia :faizy:

Re: Ay Wada Faramosh Main Tujh Sa To Nahi Hoon,

yehi wali ghazal jis ka tum ny shair post kiya hy

http://www.paklinks.com/gs/intikhaab/622759-sureeli-ghazlen-aur-nazmen-13.html
post no 230

Re: Ay Wada Faramosh Main Tujh Sa To Nahi Hoon,

ye ehsas nai hua k mohabbat krne walay pagal hotay hain ?:hmmm:

Re: Ay Wada Faramosh Main Tujh Sa To Nahi Hoon,

:cb:

kaha to hy
PAGAL KO SAMJHANY WALY…

Re: Ay Wada Faramosh Main Tujh Sa To Nahi Hoon,

Oops haan :sid: