Ay umer-e-rawaan
Aa paas meray
Ik raaz ki baat batani hai
Ik khaab sunana hai mujh ko
Ik durd ki tees si dil main hai
Ik rung dikhana hai tujh ko
Ay umer-e-rawaan
Aa paas meray
Ye neem-shabi ki khamooshi
Ye neend ki pulkain bojhul si
Ye zehr-e-nazur
Ik khoof sa zehn-o-dil per hai
Ay umer-e-rawaan
Aa paas meray
Tujh sey tau fakt
kehna hai mujhey
raftaar ko apni dheema rukh
miley ki ghuri jo tehri hai
do chaar sadi ya ab kay barus
Ay umer-e-rawaan
Aa paas meray..
nice
kiya baat hai jee aap kee...
khuda khush rakhay aap ko...
bohut khoob:k::k:
...sppeechless...
Lovely!
boaht khoob :k:
buhat achhi! maza aaya parh k :k:
Lovely:k:…thanx for sharing.
:-(
buhut khoob ......... nice
thanx for sharing
bhut khoob :k:
Re: Ay umer-e-rawaan ..
Ik raaz ki baat batani hai
Ik khaab sunana hai mujh ko
Ik durd ki tees si dil main hai
Ik rung dikhana hai tujh ko
Ay umer-e-rawaan
Aa paas meray
Wah Vivacious..Wah...
What an imagination....beautiful and what a quality of your choice
Thanks for sharing
Great yaar:k:
buhat khoob!:)…
nice
Beautiful :k:
acha haye,
is ki tarz achi haye, aghar theek se parhaa Jae. :)