Yeh Pakistan Qaid-e-azam ka ehsan. Wahan Qaid ky khandna ky sath kiya ho rha hy dykh ker khiyal aya:( Ham ehsan faramosh qaom hain. Ju lotyry hain on sy lut ker khush hony walon or nasal dar nasal on ko Pakistan per musalat kerny walon main.
**PS: Bilawal Bhutto jewy jewy mery kanon main gonj rah ahy jab sy yeh video dykhi hy:( **
Qid-e-azam ki jaidad ko qamio khazana bana ker on ki olad ki olad ko kuch bhi na diya giya.