^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^
88888888
=====
*Ay Mauje Hawaa *
*Ab Tou Hee Bata *
Woh Dost Humara Kaisa Hay
*Jo Bhool Gaya Hum Ko Kab Say *
Woh Jaan Say Piyara Kaysaa Hay
Kiya Us Kay Jeevan Lamhoo’n Main
Koi Lamha Mayra Baaqi Hay
Kiya Uski Jaagtee Aankhoo’n Main
Mayree Yaad Say Pahlay Udaasi Hay
Kiya Woh Bhi Mayree Tarah Younhee
Shab Bhar Jaaga Karta Hay
Kiya Woh Bhi Saa’at-e-Rehmat Main
*Humain Rab Say Maanga Karta Hay *
Agar Aisa Naheen Tou ’ Tou’Hee Bata
*Hum Yaad ussay Kiyun Kartay Hain *
*Woh Hum Say Bicharr Kay Khush Hay Agar *
*Tou Hum Pal Pal Kiyun Martay Hain *
**
-------------------------------
========================
Re: ~~ Ay Mauj e Hawaa ~~
Very nice PK:)
Re: ~~ Ay Mauj e Hawaa ~~
Beautifulll.. :k:
Re: ~~ Ay Mauj e Hawaa ~~
very nice :k:
Re: ~~ Ay Mauj e Hawaa ~~
yeh code words(88888888) mein kon c poetry hai PEEk
gudd one :k:
Re: ~~ Ay Mauj e Hawaa ~~
mei kahan bhooli hoon aap sab ko :p
Precious Khan, bahot pyaari sharing
Re: ~~ Ay Mauj e Hawaa ~~
Bohat khoob Precious^Khan..:k:
Re: ~~ Ay Mauj e Hawaa ~~
Thanx Muddi Pra jee :~)
Thanx :~)
thanx Shabbo :~)
Sab Kuch Batanay ka Naheen 
thanX 
Thanx JahnjerW :~)
Thanx Aryaan Pra Jee :~)
Re: ~~ Ay Mauj e Hawaa ~~
Umda bohat umda :k:
Re: ~~ Ay Mauj e Hawaa ~~
Thanx BL :~)