~*~ Ay Maah-e-Ramadan Aahista Chal ~*~

Aye Mah-e-Ramazan Ahista Chal,
Abhi Khasa Qarz Chukana Hai,

Kuch Khuwab Hain Jinko Likhna Hai,
Aur Tabeeron Ko Bhi Pana Hai,

Kuch Log Hain Ujrey Dil Waley,
Unn Sab Main Pyar Basana Hai,

Aur Khizaa’n Raseeda Angan Main,
Ub Aman Ke Beej Lagana Hai,

Kuch Tauba Karni Baqi Hai.
Kuch Rab Ko Humein Manana Hai,

Aye Mah-e-Ramazan Ahista Chal,
Abhi Khasa Qarz Chukana Hai …

Re: ~~ Ay Maah-e-Ramadan Aahista Chal ~~

aye MAH-E-RAMZAN ahista chal
abhi khasa qarz chukana hai

very nice :k:

Re: ~~ Ay Maah-e-Ramadan Aahista Chal ~~

Kuch Tauba Karni Baqi Hai.
Kuch Rab Ko Humein Manana Hai,

Aye Mah-e-Ramazan Ahista Chal,
Abhi Khasa Qarz Chukana Hai …

nice :k:

Re: ~~ Ay Maah-e-Ramadan Aahista Chal ~~

Nice.. abhi shroo huwa tha, aur ab aadha guzar gaya

Re: ~~ Ay Maah-e-Ramadan Aahista Chal ~~

Kuch Khuwab Hain Jinko Likhna Hai,
Aur Tabeeron Ko Bhi Pana Hai,

Kuch Tauba Karni Baqi Hai.
Kuch Rab Ko Humein Manana Hai,

nice sharing

Re: ~~ Ay Maah-e-Ramadan Aahista Chal ~~

Thank you all for liking !