ay khamoshi, mere dard ko chupa lo,
varna dard ye boul baithay ga.
dilbar dashta ho ker ye anjanay mai,
meri quvvat ko torr baithay ga.
faani dunya hai, kisi per mai aitebaar na kar loun,
varna aik aur ghum ko bhulana paray ga.
ay khamoshi, mere dard ko chupa lo,
nehi tou kisi aur ko ye dard behlana paray ga.
faani dunya hai, kisi per mai aitebaar na kar loun,
varna aik aur ghum ko bhulana paray ga.
ay khamoshi, mere dard ko chupa lo,
nehi tou kisi aur ko ye dard behlana paray ga.
faani dunya hai, kisi per mai aitebaar na kar loun, varna aik aur ghum ko bhulana paray ga.
faani dunya hai, kisi per mai aitebaar na kar loun,
varna aik aur ghum ko bhulana paray ga.
*As a i read this she'r, some lines of the famous songs by Junaid "Aitabaar Bhi Aa Hi Jaye Ga, Chalo To Sahee" came up in my memory ...........
Anyway B-U-T-FUL nazam with emotions .... keep it up *