Re: Awaz kay hamrah
Waqt kay saath saath chehray bhi badal jatey hain:
Jub bachhay thay toh maa ka chehra dekhtay thay
jawan howey toh aur chehray dekhtay thay
shaadi howee toh bachon kay chehray dekhtay thay
aab burhappay mein apni potee ka chehra dekhtay hain
Chehray toh dekhtay hee hain.