Awaz kay hamrah

Re: Awaz kay hamrah

Awaz ke hamrah sarapaa bhi dekhoon…

wah ji wah.. shayar Radio ke dor se nikal kar TV ke zamane tak aa gaya :clap:

Re: Awaz kay hamrah

Woh shayara bhi toh TV per aati thi

Re: Awaz kay hamrah

yes she was very much talented. :hinna:

Re: Awaz kay hamrah

is umer mai b chehra daikhne k kitne shouqeen hain aap :@: . . .

Re: Awaz kay hamrah

perveen shakir :hmmm:

Re: Awaz kay hamrah

aaho ji :teary2:

Re: Awaz kay hamrah

zahir hay aap usi k laiye itne sad ho sakte hain :@: . . .

Re: Awaz kay hamrah

Waqt kay saath saath chehray bhi badal jatey hain:

Jub bachhay thay toh maa ka chehra dekhtay thay
jawan howey toh aur chehray dekhtay thay
shaadi howee toh bachon kay chehray dekhtay thay
aab burhappay mein apni potee ka chehra dekhtay hain

Chehray toh dekhtay hee hain.

Re: Awaz kay hamrah

:k:

Re: Awaz kay hamrah

mashaALLAH :-)

Re: Awaz kay hamrah

bohat khoob....

Re: Awaz kay hamrah

pata karo kisio dedicate hue hi:bizz:

Re: Awaz kay hamrah

Buzrigon per shak karna buri baat hai :snooty:

Re: Awaz kay hamrah

ab me kuch keh nahi sakte seedhi seedhi tumko hi bann kerna par jaega :cb: