Koyal
1
daraya ki hawa taiz thei kashti thei puraani
rooka tu bohat dil ne magar aik na maani
maiN bheeghti ankhooN se usay kesay hata’ooN
mushkil hai bohat aa’bar maiN dewaar uthaaNi
kahnay ko naa’ee baat koi ho tu sunaa’yaN
so baar zamanay ne suni hai ye kahani
kis tarha gumaa’N hota mujhay turk-e-wafa ka
awaaz maiN thehraa’oo tha lahjay maiN rawaNi
ab maiN usay qatil kahooN Amjad k maseeha
kia zakham-e-hunar chor gaya apni nishaNi
Azad
4
Beautiful Koyal jee :k: :k:
Thanks for sharing
Re: awaaz maiN thehraa'oo tha lahjay maiN rawaNi
nice 1
thnxxxxxxxxxxxxxx
ciao ciao
Re: awaaz maiN thehraa'oo tha lahjay maiN rawaNi
kis tarha gumaa'N hota mujhay turk-e-wafa ka
awaaz maiN thehraa'oo tha lahjay maiN rawaNi
excellent, koyal, its beautiful.thanks.
nikii
11
zaberdast choice ha kkoyal :k:

Dilsay
12
Kiya baat hai....
Wasay waqai kiya baat hai...
beautiful:k::k:
thanks for sharing:)
Very Nice,Thanks for sharing Koyal :)
Amal
16
Re: awaaz maiN thehraa’oo tha lahjay maiN rawaNi
Bohat khoob Koyal
k:
Aceones
18
maiN bheeghti ankhooN se usay kesay hata'ooN
mushkil hai bohat aa'bar maiN dewaar uthaaNi
bohot khoobsoorat :)
**
ab maiN usay qatil kahooN Amjad k maseeha
kia zakham-e-hunar chor gaya apni nishaNi**
Wah ji wah :k::k::k:
Thanks for sharing 