Zindagi k safer main
**koi hath nahi daita **
koi sath nahi daita
rastay kho rahay hain
manzlai n dundla rahi hain
aur main chaltay chaltay
thak gaya hoon
Re: *Aur main chaltay..***
Hmm. Miyan Jee idher subka yahi haal hay... himmat pakrain balkay agar ziyada thak gaye hain tu sus-ta lain... thora araam kerlain, Have a break! Its good to have one sometimes...
Re: *Aur main chaltay..***
thanks fara for tip lakin kiya karun susta tow loon lakin.................