Re: aur logo kya haal hain
toh aisa kartay hain keh yeh snacks chorr kar zara pulao, pasinday, tikkay, bihari kabab, qorma, sheermaal waghaira na mangwa liya jaye..
dushi, dastarkhwaan lagao dein..mehmaan aaye hain
Tlk Bahi , ab Aftaabaa lay aain , haath dhulwanay ko :)