Re: aur logo kya haal hain
TLK, aliyish and AQ on at the same time, have nto seen that happen in some time.. u know what that means??
baithaak time..
challo..TLK chai banao karrak si AQ bhag kar bakery say zeeray walay biscuit lay aao..
aur aliyish..zara huqqa tayaar karro, aur bara daree mein divaan par gao takyay rakhwa doh.
hum aa rahay hain
Aur tum ghungroo pehen kaay naacho
werna karak chai kaa mazz nahin aa'yaay gaa