Aur kya kahooN kya hey uska mujh sey parda karna

** Aur kya kahooN kya hey uska mujh sey parda karna wo jaanti hey mujh pey kayaamatoN ko barpa karna uski soorat rahey aaNkhoN meiN aur dekhooN meiN us ki kurbat meiN ajeeb tarz sy dil ka dharrka karna hy munkashif mujh pey usey khaab meiN dekhoN to mery khayaaloN ka phooloN ki tarhaN mehka karna kaasa-e-ishq meiN deedaar ki bheek sy guraez us ko jaany lagta hooN to ada-e-khaas sey mujhy roka karna sunooN jo us ki to zaahir ho, magar ba-nakaab-e-rukh us pey bohat jach’ta hey ye maasoom sa dhoka karna accha lagta hy jo mehfil meiN usey ik tak dekhoN to sharbati aaNkhoN ka ishaaroN sey mujhy toka karna baahukm-e-yaar milooN auroN sy to mehsoos karoN us ka mehfil meiN chup chup key mujhy parkha karna jahaan-e-hasti sey beykhabar hooN magar pur-lutf hey dil-e-muztarib ka khayaaloN meiN usey socha karna

**

Re: Aur kya kahooN kya hey uska mujh sey parda karna

{dor Pichy ki traf Ay gardishy Ayam Tu...series....Oct 6, 2000:O}
Wah Amal buhat khub:)
<!--StartFragment --> jahaan-e-hasti sey beykhabar hooN magar pur-lutf hey
dil-e-muztarib ka khayaaloN meiN usey socha karna

Re: Aur kya kahooN kya hey uska mujh sey parda karna

wow bohat nice itnee nice ke mene is ko aap se chura liaa he aur ap ko bata bhee diaa he
really nice

Re: Aur kya kahooN kya hey uska mujh sey parda karna

beautiful. who is the poet????

Re: Aur kya kahooN kya hey uska mujh sey parda karna

Bohat khoob :-)

Re: Aur kya kahooN kya hey uska mujh sey parda karna

Main itn ajanti ho ky main nahi hon:)

Re: Aur kya kahooN kya hey uska mujh sey parda karna

aww romantic ghazal from amal ....very nice :D

Re: Aur kya kahooN kya hey uska mujh sey parda karna

wow…beautiful…:k:

Re: Aur kya kahooN kya hey uska mujh sey parda karna

good read ..!

Re: Aur kya kahooN kya hey uska mujh sey parda karna

Very nice

Re: Aur kya kahooN kya hey uska mujh sey parda karna

:hehe: yeh bhi Reverse sey aya hay

Re: Aur kya kahooN kya hey uska mujh sey parda karna

Kya dabba nazm hey :(

Re: Aur kya kahooN kya hey uska mujh sey parda karna

umda!

Re: Aur kya kahooN kya hey uska mujh sey parda karna

very nice....

Re: Aur kya kahooN kya hey uska mujh sey parda karna

bohat khoob Amal.
Thank you for sharing

Re: Aur kya kahooN kya hey uska mujh sey parda karna

Sab tareef kr rhy hain shukrguzar hai nshare krny pr;ap ki ray kion tabdeel ho gai itny arsy main badlty mosam ki trha woh kia aik pita hoa shyr hy
Dikhi Mosam ki ada dykhi tu yad aya
Kitini jalddi badal jaty hain insan janan