Aur kya ahd-e-wafa hote hain

**Aur kya ahd-e-wafa hote hain
Log milte hain judaa hote hain

Kab bichar jaye hamsafar hi tau hai
Kab badal jaye ik nazar hi tau hai
Jaan-o-dil jispe fida hote hain

Baat nikli thi is zamane ki
Jisko adat hai bhool jane ki
Aap kyon humse khafa hote hain

Jab rula lete hain jee bhar ke hume
Jab sata lete hain jee bhar ke hume
Tab kahin khush woh zara hote hain

Aur kya ahd-e-wafa hote hain
Log milte hain judaa hote hain**

Re: Aur kya ahd-e-wafa hote hain

Nice :-)

Re: Aur kya ahd-e-wafa hote hain

Welldone Reet g ...... yeh nizdagani ka safar younhi chalta hay ..yaad aaya

Manziloon Key Baat Choro Kiss Nay Pai Manzilain
Ek Safar Acha Raha, Hamsafar Acha Laga

Re: Aur kya ahd-e-wafa hote hain

waahhh,,bohat khoob intikhaab

Re: Aur kya ahd-e-wafa hote hain

bohut khoob

Re: Aur kya ahd-e-wafa hote hain

thnx to all of you…:flower2:

Re: Aur kya ahd-e-wafa hote hain

bohat khoob....

Re: Aur kya ahd-e-wafa hote hain

nice

Re: Aur kya ahd-e-wafa hote hain

Reet,

Kaisi h janab, zabardast likha hi.

Jab rula lete hain jee bhar ke hume
Jab sata lete hain jee bhar ke hume
Tab kahin khush woh zara hote hain

Chalo aur kuch nahiN kisi bahany tau khush huay na?

tk cr n thanks for sharin

Re: Aur kya ahd-e-wafa hote hain

reet really nice.......................

Re: Aur kya ahd-e-wafa hote hain

Buhat zabardast reet
**Jab rula lete hain jee bhar ke hume
Jab sata lete hain jee bhar ke hume
Tab kahin khush woh zara hote hain

Aur kya ahd-e-wafa hote hain
Log milte hain judaa hote hain**<!-- / message -->

Re: Aur kya ahd-e-wafa hote hain

Maham, Jonaid, Saqi, DKA, SAd_Affect......thnx to all of you.........!

Re: Aur kya ahd-e-wafa hote hain

:k:

Re: Aur kya ahd-e-wafa hote hain

Barre mukhtalif andaaz mein kahi hui nazm...
Bohat achi lagi...
Share karne ka bohat shukria... :)

Re: Aur kya ahd-e-wafa hote hain

very nice reet.........

Re: Aur kya ahd-e-wafa hote hain

Manziloon Key Baat Choro Kiss Nay Pai Manzilain **
**Ek Safar Acha Raha, Hamsafar Acha Laga

^^ very nice Sannan g....

Re: Aur kya ahd-e-wafa hote hain

niceeee

Re: Aur kya ahd-e-wafa hote hain

Shukaria MG ...

Re: Aur kya ahd-e-wafa hote hain

thnx to all......!