Aulad...

Ek bachey nay apni maan say poocha “ammi! mein kaysay paida hoa tha?” maan nay bachey ko mutmain karnay kayliye kaha kay humnay zameen mein ek matkaa dabadiya tha aur dosray din zameen khodi too os matkay mein say tum niklay…

Aglay din bachey nay zameen mein matka dabadiya… dosray din zameen khodi too os mein say mendak ka bacha nikla… bachey nay nihayat ghussay say kaha “mera dil chahta hay kay tujhey jaan say maar doon magar kiyaa karonn too meri aulad haye”. :rotfl:

Re: Aulad…

hahahhahhahahahaahhaah:rotfl:

hahahahahah I think i'm suppose to laugh on this, right?

hahaha stupid kid, yeh bachhe itne pagal kyon hote hain?

:sleep:
kaafi purana hogaya:sleep:…

:D…

:rotfl: Now that’s a good one!

good one

:rotfl:

LOlzzzzzzzzzzzzzzz